Font by Mehr Nastaliq Web

na sahi chain se basar na hui

Adeeb Saharanpuri

na sahi chain se basar na hui

Adeeb Saharanpuri

na sahī chain se basar na huī

vo na aa.e to kyā sahar na huī

uf vo mahviyat-e-tasavvur-e-dost

ashk bahte rahe ḳhabar na huī

lamha bhar ko milī thī un se nigāh

dil ko taskīn umr bhar na huī

ishq āġhāz-e-jāvedāñ thā 'adīb'

intihā jis umr bhar na huī

na sahi chain se basar na hui

wo na aae to kya sahar na hui

uf wo mahwiyat-e-tasawwur-e-dost

ashk bahte rahe KHabar na hui

lamha bhar ko mili thi un se nigah

dil ko taskin umr bhar na hui

ishq aaghaz-e-jawedan tha 'adib'

intiha jis ki umr bhar na hui

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY
Speak Now