SEARCH RESULTS
Showing search results for "चार-यार"
SHER MATCHES FOR "चार-यार"
sher
kis tarah chhoḌ duuñ ai yaar maiñ chāhat terīmere īmān kā hāsil hai mohabbat terī
Fana Bulandshahri
sher
Akbar Warsi Meerthi
sher
Muhammad Akbar Warsi
sher
raftaar yaar kaa agar andaaz bhuul jaayegulshan me.n KHaak u.Daatii nasiim-e-sahar phire
Fana Nizami Kanpuri
sher
na faqat yaar bin sharaab hai talKHaish-o-aaraam-o-KHurd-o-KHvaab hai talKH
Ehsanullah Khan Bayan
sher
mahfil ishq meñ jo yaar uThe aur baiThehai vo malka ki subuk-bār uThe aur baiThe
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
sher
mujh se lage hai.n ishq kii azmat ko chaar chaa.ndKHud husn ko gavaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
sher
asiir-e-halqa-e-gesuu-e-yaar ham bhii hai.nkisii ke tiir-e-nazar ke shikaar ham bhii hai.n
Shah Aiyub Abdali
sher
ek din aisaa bhii hogaa intizaar-e-yaar me.nnii.nd aa jaa.egii darvaaza khulaa rah jaa.egaa
Purnam Allahabadi
sher
KHayaal-e-yaar salaamat tujhe KHudaa rakkhetire baGair kabhii ghar me.n raushnii na hu.ii
Jigar Moradabadi
sher
KHayaal-e-yaar salaamat tujhe KHudaa rakkhetire baGair kabhii ghar me.n raushnii na hu.ii
Jigar Moradabadi
sher
'naadir' firaaq-e-yaar me.n majnuu.n to ban gayaaKHaana-badosh baiT kahii.n teraa ghar bhii hai
Nadir Dehlvi
sher
Hasrat Mohani
sher
go hu.e furqat kabhii to kyaa jamaal-e-yaar sedam-ba-dam un kii mohabbat dil me.n ghar paatii rahii
Mardan Safi
sher
jise tum Gair samjhe ho use ham yaar kahte hai.njahaa.n ko ham saraasar jalva-e-diidaar kahte hai.n