SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahar-e-haal"
SHER MATCHES FOR "bahar-e-haal"
sher
jaate jaate arsa-gaah-e-hashr tak jo haal houThte uThte qabr me.n sau fitna-e-mahshar uThe
Riyaz Khairabadi
sher
Muztar Khairabadi
sher
misl-e-nigaah ghar se na baahar rakhaa qadamphir aa.e har taraf ye jahaa.n ke tahaa.n rahe
Mir Muhammad Bedar
sher
Kishan Singh Arif
sher
Kishan Singh Arif
sher
hai munavvar ruKH-e-pur-nuur se sab ghar-baaharek saa jalva-e-KHurshiid hai andar-baahar
Kausar Khairabadi
sher
bedaarii ho yaa KHvaab ho har haal me.n hai vasljo saahab-e-nisbat hai.n magar ahl-e-yaqii.n hai.n
Mardan Safi
sher
ai bahaar-e-gulshan-e-naaz-o-nazaakat har taraftere aane se hu.ii hai aur bhii bustaa.n me.n dhuum
Mir Muhammad Bedar
sher
merii zabaa.n pe shikva-e-ahl-e-sitam nahii.nmujh ko jagaa diyaa yahii ehsaan kam nahii.n
Jigar Moradabadi
sher
bahaar-e-laalaa-o-gul lutf-e-sabza-o-su.nbulmazaa thaa ham jo gulistaan me.n aaj-kal jaate
Aseer Lakhnavi
sher
Afqar Mohani
sher
Afqar Mohani
sher
dekhte the taKHta-e-gul-haa-e-aatish kii bahaarjis tarah yaaro KHaliilullaah payambar aag me.n
Shah Naseer
sher
luuTegaa sab bahaar tirii shahna-e-KHizaa.nbulbul par kar le tuu zar-e-gul ko nisaar shaaKH
Khwaja Ruknuddin Ishq
sher
luuTegaa sab bahaar tirii shahna-e-KHizaa.nbulbul par kar le tuu zar-e-gul ko nisaar shaaKH