SEARCH RESULTS
Showing search results for "कौनैन"
Kalaam MATCHES FOR "कौनैन"
Kalaam
teraa biimaar agar chho.D de daamaan-e-shakebaaj shiiraaza-e-kaunain pareshaa.n hojaaye
Mahirul Qadri
Kalaam
un nargisii aa.nkho.n kii allaah re gahraa.iiDuubii hu.ii kaunain kii hastii bhii nazar aa.ii
Abdul Hadi Kavish
Kalaam
kaunain badal jaa.e magar tū na badalnātere hī sabab ahl-e-mohabbat kā bharam hai
Fana Bulandshahri
Kalaam
'aalam hai mubtalaa tere husn-o-jamaal parkaunain me.n dilo.n kii tamannaa tumhii.n to ho
Unknown
Kalaam
hai is ke vaaste kaunain tere qadmo.n me.ntire gadaa ke liye taaj-e-khusravii kyaa hai
Fana Bulandshahri
Kalaam
sar taa ba-qadam aa.iina-e-yaar huu.n 'kaamil'kaunain me.n har jalva numaayaa.n hai mujhii se
Kamil Shattari
Kalaam
hai.n is ke vaaste kaunain tere daaman me.ntire gadaa ke liye taaj-e-khusravii kyaa hai
Unknown
Kalaam
daftar kaunain thaa mafhuum haasil me.n ik nuqta jo phailaa aur simaT kar rah gayaa dil me.n
Seemab Akbarabadi
Kalaam
dekho un se tum dekho to kyaa miltaa nahii.nsab se phir kar aa.e hai.n ab shaah vaalaa ke
Mustafa Raza Khan
Kalaam
usii ke dam se hai kaunain kii ha.ngaama aaraa.iiba-zaahir ishq be-barg-o-navaa ma.aluum hotaa hai
Mahirul Qadri
Kalaam
vo ganj-e-husn hai dil-e-viiraa.n me.n jalva-garfazl-e-KHudaa se daulat-e-kaunain ghar me.n hai
Bedam Shah Warsi
Kalaam
Mahirul Qadri
Kalaam
Unknown
Kalaam
mai.n bulaa.uu.n to ho ta.ng us pe bisaat-e-kaunainaur KHud chaahe to mahfuuz-e-rag-e-jaa.n ho jaa.e